Aaj bas mazaak ka mann nahin hai,
Khule aasman mein, ghataa ki parchai hai.
Dil ki chaddaron mein, ab silwatein bhi ban aayi hai,
Kal Subah jo thi, ab shaam hone ko aayi.
Aaj bas mazaak ka mann nahin hai.
Mann ke gubbarein, itne jo fulaaye the,
Binaa bandishon ke, baaghon mein bhi mandraye the.
Dekh ke mujhe aaj tumhara ruuthna hi toh sahi hai,
inn aansooun mein chipi si hansi bhi toh kahin hai.
Aaj bas mazaak ka mann nahin hai.
Phele hum lekhak the, kavi aaj ban paaye hain,
Kal the hum akele, aaj phir sabse mil paaye hain.
Raston mein mere, saath jo chalaa karte the,
Unhe dhundti aankhen aaj namm si ban aayi hai.
Aaj bas mazaak ka mann nahin hai.
Gulaabi the sapne, lal hare aur neele,
Hote the kitne, aam woh rasiile.
Aaj cycle ki hawaa zaraa 'phiss' si ho aayi hai,
Zindagi ne apni ab pthesis bhi likhwaayi hai.
Aaj bas mazaak ka mann nahin hai.
Baarisho mein bheegna, kabhi aadat bhi thi
Raaton ko sone mein raahat bhi thi.
Ab neend bhi kahin, guum si ho aayi hai,
Ab kaanton se bhi kya kissi ke dil ne thand paayi hai?
Aaj bas mazaak ka mann nahin hai.
Par yeh kya, aaj yeh saamne kaun aayi hai?
Jhat se apni hansi se, mere dil mein aa samaai hai.
Panktiyaan hi kya, inke liye toh puuri kahani hi likhwayi hai.
Life ki badnaseeb lawn mein, aaj gardening bhi karwayi hai
Shaayad aaj bas mazaak ka mann hi sahi hai.
Har ball pe chakke, har shot pe goal dunga
Pappu ho ya pappita, aajtoh sabko hansa lunga.
Bahut hua rona dhona, ab time sahi hai hansne ka,
Itna boloon, ke log bole, "Bhai, aur kaam nahin koi karne ka?"

Dekho mujhe, khush kitna hoon main aaj
Dancing dancing i go, without caring for this samaaj
i think i've got to go pee, bahut zor se ab aayi hai
padho yeh zara dhyaan se, bade paagal ki likhai hai

Natkhat si muskan unki, mere dil ko chuu leti hai,
Meri bakwaas se unhe hansi bhi bahut aati hai.
Life ke canvas pe, nayi painting banwayi hai
bachke raho zaraa, mentally retarded yeh sipahi hai

Saxophone, trumpet, piano, dhol nagade,
naache mere aaj saare dost, sahana to bagade
woh, life without life mein, life waapas laayi hai
starting thi poem, ab rap pe ending aayi hai

Bahut hua aajke liye, ab kaam pe lag jao
phut phut, shoo shoo, ab jaldi se bhaag jao
"I'm out of words", ab yeh kehne pe ban hai
"How jobless are you?" ka context bhi toh fine hai

Anand